hurf-e-aghaz

Chund saal pehley ek ma'aroof idaarey ney mujhey "Naujawano'n Kay Masa'el" per lecture ki da'awat dii. Ghaliban Pakistan bhar mein iss tarah khuley aam jins (sex) jaisey nazuk mozou per guftugoo ka yeh pehla moqa tha. Naujawan shurka'a ney iss lecture mein bohut zyada dilchaspi lii chunancha kuch arsey ba'ad isi idaarey ney mujhey phir isi mozou per izhar-e-khayal ki da'awat dii. Iss martaba taqreeban 19 jinsi mughalito'n ki haqeeqat beyan ki gaee jinhon ney naujawano'n ki zindagi ko tabah kar rakha tha. Naujawan shurka'a ka khayal tha kay inn ma'aloomaat ney unn ki zindagi mein aasani paeda ki aur masa'el kay bojh ko kam kya. Lehaza yeh ma'aloomaat Pakistankay har naujawan tak pohonchni chahiyien.

google

Sorry, the page you were looking for in this blog does not exist.
Sorry, the page you were looking for in this blog does not exist.

chitika